Pyar kiya is kadar tujhe ki tujhpar jaan luta Dali De diya har katra Tujhko ho gaya hu mai khali Teri khusi ke khatir Maine har dar par ardass kiya Dur sabko kar dala bus Tujhko dil ke pass kiya Wo rab hi Jane mere dil me khud se jayda fikra teri Lab tere tere hi hai par un labo par hasi meri Jikra Juba par tere siwa aab aur kisi ka rahta nhi Dil ko tune eaisa luta aab kisi se kuch kahta nhi Pyar kiya is kadar tujhe ki tujhpar jaan luta Dali De diya har katra Tujhko ho gaya hu mai khali
This Channel is specially from latest music songs like a romantic songs sad songs and trendings songs ever