Pyar kiya is kadar tujhe ki tujhpar jaan luta Dali
De diya har katra Tujhko ho gaya hu mai khali
Teri khusi ke khatir Maine har dar par ardass kiya
Dur sabko kar dala bus Tujhko dil ke pass kiya
Wo rab hi Jane mere dil me khud se jayda fikra teri
Lab tere tere hi hai par un labo par hasi meri
Jikra Juba par tere siwa aab aur kisi ka rahta nhi
Dil ko tune eaisa luta aab kisi se kuch kahta nhi
Pyar kiya is kadar tujhe ki tujhpar jaan luta Dali
De diya har katra Tujhko ho gaya hu mai khali

Comments
Post a Comment